Khatam Karo Sab
Khatam karo sab..game khatam karo. BRR Fund karo. Jo hisaab karna hai kar do. Bas khatam karo ab. Ab aur nahi chalana hai yeh sab.
BRR Fund kar do to mere ko bhi accha rahega. Physical load Kam rahega. Baaki kaam mei physical load jyada rahega.
WV bhi fund kar sakte ho but usme physical load bahut jyada hoga. Isiliye karne ka kam man hai.
Job kisi external company mein karne ka man nahi hai. Designation nahi milegi.
Comments
Post a Comment