Na Hire Karna Na Dena Hai

Movement se absolutely koi matlab nahi rakhna hai. Not at all. Ek bhi banda hire nahi karna hai at any cost. Remember sab mera hai. A-Z.   Koi aur kaam dhoond lo apne movement je liye. Bahut kaam hai duniya mei. Vertical farming, mushrooms wagareh karwa de.  Use kar lo design. saffron ka kaam chod dena. Meri jaan chodo. 

Itna torture tum logo ne kiya phir bhi aur chahte ho karna.

I will do everything all alone. I will not sacrifice myself for the movement. I have sacrificed enough. You find another scapegoat. I don't get your reluctance to move on from me. Itne log hain duniya mei. Meri hi kyun maarni hai. 

Aur bhi bahut log hain Sahibganj mei. ko le Food processing related factory karwa do. Yahan food processing ke bahut saare option hain. Decent agriculture belt hai aur koi industry nahi hai. Saara raw material bahar jaata hai. Small scale industry ka scope hai. Yahan banega to jobs milengi. Log khush. But mere ko usse koi matlab nahi. 

Yeh area mei ek bhi foundry nahi hai. Foundry karwa sakte ho. Biogas se operate kar lo. Bas mere ko jaane do. Mere ko nahi associate hona. Ready to die of hunger but will not associate. 

Ek baar hona hota hai yeh sab. Lifetime ka chutiyapa thodi jhelega koi. Apna kaam isliye nahi karta koi ki ignorant and stupid people make life difficult for you. 

I am not competing with anyone. Koi anger management nahi karoonga. Life risk pe daaloge aur mere ko bologe angr management karne. I should sue the whole movement top to bottom for authorising such illegal activities. 

Don't need anything from the movement. I don't associate with horrible hypocrites. Not at any cost. 

Movement se koi matlab nahi rakhna mere ko. I will always be seen as a villain for the movement. Tum log nahi samjhoge the pains of entrepreneur. 

Bhai mat kar aur ungli. Mere ko nahi associate hona at any cost. Kitni baar bolna padega. Also please don't use anything of mine. I don't associate with hypocrites. I am not here to share your burden. I don't want to live for others. I don't want others to live for me.  I want to live alone and just for myself. Temporary exchanges are okay. That's the way I am built. Being or saying anything else will be hypocrisy. 

There are a lot of other businesses. All with significant value addition. You let me know if you need any more of it. Just leave me alone. 

It is better if you make small communities and give them business to run. Fund a small amount and see how they manage it. If you want to distribute my money to them, it is also fine with me. 

But they have no place in my work anymore. I don't go back on my word. I don't like being held hostage. I don't negotiate. 

I hope all this can be resolved amicably. The situation is far from amicable but can still be parted on not so bad terms. Lets call it quits. Bas yahin tak tha jo bhi tha. 

Tum logo ne poore sahibganj ko hi adopt kar liya hai kyaa? Are you responsible for it? Bahut kaam hai. Kaafi logo ko employment mil jaayegi. You can help a lot of people. Meri jaroorat nahi padegi. Phir bhi ho saka to help kar doonga. 

Foundry mei hi bahut crafts ka kaam ho jaayega. Metal art and a lot of things. Local sourcing se  grap padega. Bartan bhi ban jaayega. Abhi yahan se deoghar jaata hai. Phir wahan se ban ke aata hai. Direct yahin bana lo. 

Ceramics ka karwa de. Glazed ceramics bahut chalega. Depotashed wood ash is perfect for glazing the ceramics. 

Agarbatti ka kaam kar lo. Itna religious jagah hai. Aise aur bahut kaam hai.

Tourism explore kar lo. Paragliding wagareh koi karega ya nahi pata nahi. 

Aise chote mote bahut kaam hai. Totally risk free. Bahut logo ko jobs dilwa sakte ho tum log. 

Yahan industrial spirit nahi hai. Someone has to infuse it. 

Jab IKEA waale game mei hain hi to furniture related bhi kuch karwa hi do. 

Bas meri jaan chod do. Aur koi request nahi hai. I request to be recused from the movement. 

Deal mai koi karoonga nahi. Sab court mei hi hoga. Paise ki koi deal nahi hoga. Only jail terms and death penalty.  You can keep your money PP. I am not interested in any deals with you. I am going to sue you as well. I am prepared for a very long legal battle. 

Tum log Jagdish Narasaria ke saath bhi kaam kar sakte ho. Woh theek baithega worker rights ke liye. 

Comments

Popular posts from this blog

On Quora