Bhai Nahi Doonga At Any Cost
I have repeated it a thousand times. Not giving it to anybody. Jao apna kaam dhoondo. Yahan ek bhi kaam nahi milega.
Roj roj ka chutiyapanti. 1000 baar bol diya nahi doonga. Agar bina licensing ke kaam liye, to case ho jaayega tumpar. ezekiel chip me aise access mat diya kar.
Waise tum log kaam ke saath justice to kar nahi paoge. Isliye dene ka man nahi hai. Tum logo se theek se hoga hi nahi. Sab galat kar doge. Rehne do. Tum logo ke bas ki baat nahi hai..
Yeh mere ko hi karna padega. Mere alawa koi vision ko theek se implement nahi kar sakta.
Kaam wahi kar sakta hai jo intricacies samajhta hai. Tumhare jaisa nahi samjhega. Samajhta to khud hi apna kaam bana leta.
Ezekiel tere prison pe hi case ho jaayega agar chutiyapanti ki to. Jo bolna hai clear bolo. Aise luka chipi mat karo. Agar ho saka to mai de doonga. Nahi ho saka to nahi doonga. Clear baat karna theek rehta hai. Dabangai karke kuch nahi milega.
Tune finance hack kar liya, maine doosra kaam pakad liya. Ab mere ko yahi kaam karna hai. Tere ko hack nahi karna chahiye tha na. Hack nahi karta to mai sell karne ka koshish karta. Ab mere ko nahi karna woh bilkul. Ab yahi karoonga sirf.
Yeh billions ka kaam bina koi khaas marwaye, bina koi risk liye ho raha hai mera. Mai finance mei kyoon jaonga ab. Ek baar setup daal dena hai. Paisa aata rahega. Bahut high margin ka kaam hai..bahut accha risk reward ratio hai.
Tu marwata reh. Mai yahi karoonga. Aur kuch nahi karoonga ab. Tu finance karta reh. Mere ko nahi karna ab.
School Kahan se aa gaya beech mei. Saara risk Maine liya hai. Saari marwayi Maine hai. School ka kaise ho gaya. Ajeeb school hai. Abhi to bol rahe thei hamara student nahi hai. School license lekar kar sakta hai if they want to do it. This is a good thing. I have no problems if others benefit.
Bhai leave me alone. I have defeated you so many times. Have some shame. Kitne baar you went head on against me and got defeated.
Yeh sahi hai, prison mei mai rahoon, saare world ko demo do brainchip ka, all human rights violate kar do, corrupt unit ke saath lado, apne apne agenda ke liye mera use karo, aur last mei mera kaam bhi mere se le lo. Yeh kaun sa justice hai. So many years i have endured abuse and now more abuse.
Bhool Jaa kaam ko. bhool Jaa mere ko. School ko bol mere se baat karei. We will work something out. I am not against sharin. But my interests need to be protected.
Comments
Post a Comment